This episode was soooooooooo emotional. Pure family vaale kitne pareshan hain, ghar ni hai rehne ke liye aur paise b nahi. Upar se itne matlabi lok, the vijay whom apurva went to ask for help was soo insensitive, Cnt he see that Apurva kitna Pareshan tha??????? Aur vo dealer jo pankaj ko ghar dikha raha tha, kaise baat ki usne pankaj se, girlz bechari ek ek rupee jod rahi thi, soo touching, Apurva dar dar bhatak raha tha :(, Paresh ke gunde, Funny part was when vo gunde raju ko enter ni karne de rahe the. The most touching parts were those at the end- Jb aarti sari ke liye manah kar deti hai n kehti hai ki mere paas itne paise ni hain ki main je sari kharid sako bechara Apurva kitna helpless feel kar raha tha.
and secondly jb Pallavi family ke liye apni zindagi daav par lga deti hai, dekha maine kaha tha na ki ye family best hai n mujhe Pallavi par pura bharosa hai vo kabhi parivaar ke saath kuch galat ni karegi. And jo Apurva ne kiya vo to mindblowing tha, Apurva ne sahi kaha koi bhi unke paarivaar ko tod nahi sakta. N V R WITH U APURVA. Dhool chakha do is mohit ko. Aise ki zindagi bhar yaad rakhe. HUM HONGE KAMYAAB, HUM HONGE KAMYAAB, HUM HONGE KAMYAAB EK DIN, MAAN MEIN HAI VISHWAS PURA HAI VISHWAS HUM HONGE KAMYAAB EK DIN
No comments:
Post a Comment