Wednesday, May 4, 2011

Review of SRJMB- 3rd May- Ma begins exercise

What an episode!!!!! Maza aa gaya. Pehle to Apurva Mohit se baat kar raha hota hai n Uncle aa jate hain to punjabi friend ka bahana banana padta hai :) And then ma ka idea and vo pen. Apurva ki solid tayari hai Mohit ke khilaaf!!!!! Then Ma sabko exercise karvati hain and Raju kehta hai ki main nahi karunga....lol...... Ma Mo Hit ko kick karne lagti hain bt khud hi injurred ho jaati hain :( and bhage marne lagti hain. Usha Aunty n Ma dono mil ke bhage marte hain.....lol.... Then Apurva Mohit se gunaah kubul karvana chahta hai bt vo kuch bolta us se pehle hi vo Mehta aa kar kaam tammam kar deta hai. Lets see ab aage kya hoga.

No comments:

Post a Comment